Goya Andaz-e-Tazeem Hai Ameeron Jaisa,
Mere Andar Ka Hai Insan Faqeeron Jaisa.
Humne Chehre Pe Saja Rakhi Hai Shehr Ki Ronaq,
Mery Dil Ka Aalam Hai Veeran Jazeron Jaisa.
Us K Osaf-o-Khasail Ne Mujhe Jeet Lia,
Mere Mureedon Main Tha Wo Shakhs Peeron Jaisa,
Is Se Pehle Bhi Aseeri Thi Rehaaii Jaisi,
Ab K Azadi Main Hai Haal Aseeron Jaisa,
Usko Ganwa K Hain Khasaray Ab Tak MOHSiN,
Wo Jo Ek Shaks Tha Mere Haath Main Heeron Jaisa

Very nice love that
ReplyDelete