Saturday 11 June 2011

Sweet Ghazal

 
ab aayen yaa na aayen idhar puuchhate chalo ..
kyaa chaahatii hai un kii nazar puuchhate chalo..
ham se agar hai tark-e-ta'alluq to kyaa huaa ..
yaaro koi to un ki Khabar poochte chalo..
jo Khud ko kah rahe hain k manzil shanaas hain ..
un ko bhi kyaa Khabar hai magar
poochte chalo...
kis manzil-e-muraad ki jaanib ravaam hain hum ...
ae rah-ravaan-e-Khaak ba-sehr
poochte chalo...

3 comments: