Wednesday 19 February 2014

men jaan gunwa kar bhi es pal ko mukhtasir na karun

Talab ko ajer na doon, fikre-e-e rehguzar na karun
safar men ab k hawa ko b humsafar na karun

ubhartay doobtay suraj se torr loon rishta
men sham orh k so jaun aur sahar na karun

ye mere dard ki dolat meri mata-e-firaaq
in ansoo-oun ki wazahat men umr bhar na karun

wo aik pal ko dikhai to day kahin Mohsin
men jaan gunwa kar bhi es pal ko mukhtasir na karun

0 comments:

Post a Comment